Roman script

chhu gayi ungliya jaane kis khwaab se

aaj kyun nind se uth gayi khwahishe

ye khalish hai nayi, ye junun hai naya

le chala dil kaha, dil kaha le chala

le chala dil kaha, dil kaha le chala

bas abhi to mile aur chale do kadam

kaise phir aa gaye is kadar paas hum

bas abhi to mile aur chale do kadam

kaise phir aa gaye is kadar paas hum

sach hai yeh ya waham, kya khabar, kya pata

le chala dil kaha, dil kaha le chala

le chala dil kaha, dil kaha le chala

yu leher ki tarah zindagi beh gayi

kho gaya main kahi, sirf tu reh gayi

yu leher ki tarah zindagi beh gayi

kho gaya main kahi, sirf tu reh gayi

kya yahi hai safar jism se rooh ka

le chala dil kaha, dil kaha le chala 

le chala dil kaha, dil kaha le chala

Explore this song