Roman script

layi bhar ke mohabbat ke jaam 
mere pyar ka le lo salam 
hujur mere pyar ke le lo salam 
layi bhar ke mohabbat ke jaam 
mere pyar ka le lo salam 
hujur mere pyar ke le lo salam 
ruthi ruthi nigahe bharam ke 
ruthi ruthi nigahe bharam ke 
dekho tumko hamari kasam hain 
dekho tumko hamari kasam hain 
berukhi tod do waqt kam hain 
berukhi tod do waqt kam hain 
roj aati nahi hain aisi shaam
mere pyar ka le lo salam 
hujur mere pyar ke le lo salam 
layi bhar ke mohabbat ke jaam 
mere pyar ka le lo salam 
hujur mere pyar ke le lo salam

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar