Roman script

laut ke aaja re o aa

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

laut ke aaja re o aa

tujhko yaha se kaise pukaru jane ab tu hogi kaha

tujhko yaha se kaise pukaru jane ab tu hogi kaha

tu na mili to qasam khuda ki ji na sakunga tere bina

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

laut ke aaja re o aa

koi bandhan maane kahi na jab ye dil ho diwana

koi bandhan maane kahi na jab ye dil ho diwana

thukra ke ye sara zamana mujhko hai tere paas aana

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

laut ke aaja re o aa

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

chain nahi aaye re jiya nahi jaye re

tere bin mai hu kya mere bin tu hai kya

laut ke aaja re, laut ke aaja re

laut ke aaja re, laut ke aaja re

Explore this song