Roman script

lau kaha se mai wo jubaa dil ki sunaye jo dastaa

lau kaha se mai wo jubaa dil ki sunaye jo dastaa

meri dua hai yaar mere sache ho sare khwab tere

tu ek din chhu le asmaa lau kaha se mai wo juba

dil ki sunaye jo dastaa meri dua hai yaar mere 

sache ho sare khwab tere tu ek din chhu le asmaa

dunia bhi jaise hai ek tamasha

kahi sari khusiya kahi sirf nirasha

dunia bhi jaise hai ek tamasha

kahi sari khusiya kahi sirf nirasha

mere yaar hamesha tu khusiya paye 

koi gum aaye to mujhko mil jaye

lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa

meri hai itni si kahani mai teri aisi hu diwani

aau ke kah de tu jaha

gum sahne ka jisko ikrar nahi hai

use jo bhi kah lo wo pyar nahi hai

gum sahne ka jisko ikrar nahi hai

use jo bhi kah lo wo pyar nahi hai

meri jaan bhi mujhse mera yaar jo mange

mai jaan luta du ek baar jo mange

lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa

lau kaha se mai wo juba dil ki sunaye jo dastaa

meri hai kaisi khusnasibi mahbuba payi maine aisi

or dost aisa meharbaa lau kaha se mai wo juba

dil ki sunaye jo dasta meri dua hai yaar mere

sache ho sare khwab teretu ek din chhu le asmaa

Explore this song