Roman script

kismat ka khel sara, firta tha mai aawara

yu kya se kya ho gaya

char din ki jindagani

har pal ek nayi kahani

kya tha mai kya ban gaya

kya hua jo layi chuti jivan ki gadi luti

khwab hai to mujhko na jaga

jindagi me ek pal me sali

yu palat gayi sali

juth hai to mujhko na bata

kar lo jo bhi karna hai, hota hai jo hona hai

gujra jo ye pal to fir na aayega

kya bura hai kya bala hai

vaqt hi sayad khuda hai

ho jane to fir dekha jayega

kya hua jo layi chuti jivan ki gadi luti

khwab hai to mujhko na jaga

jindagi me ek pal me sali

yu palat gayi sali

juth hai to mujhko na bata

lyrics typed by : priya bhati

Explore this song