Roman script

laakho karodo me koyi

laakho karodo me koyi leta hain risk

tha kya falsafa

aadami tera ishk me jiya, ya risk lein liya

buland kar iraada

kyon sochata hain jyada, kab tak rahega pyada

tha kya falsafa

aadami tera ishk me jiya, ya risk lein liya

kishto me jina bekar hain

jiyega wahi jo marne ko taiyaar hai

kishto me jina bekar hain

jiyega wahi jo marne ko taiyaar hai

ek silsila jo chal raha wo chhod kar

ek kaayda jo chal raha wo todkar

laakho karodo me koyi leta hain risk

risk risk

tha kya falsafa

aadami tera ishk me jiya, ya risk lein liya

buland kar iraada

kyon sochata hain jyada, kab tak rahega pyada

ye khel khelna re lamba hain iska rasta

tu soch naa sakega, mehanga hai ya hain sasta

jung me aar hai ya paar hain

jiyega wahi jo marne ko taiyar hai

jung me aar hai ya paar hain

jiyega wahi jo marne ko taiyar hai

ek silsila jo chal raha wo chhod kar

ek kaayda jo chal raha wo todkar

laakho karodo me koyi leta hain risk

risk risk

kya kya kho diya, kya tujhe mila

ishk me jiya, ya risk lein liya

buland kar iraada

kyon sochata hain jyada, kab tak rahega pyada

tha kya falsafa

aadami tera ishk me jiya, ya risk lein liya

risk

Explore this song