Roman script

lal lal aag hua patha chanar ka

lal lal aag hua patha chanar ka

matti kumhar ki sona sunar ka

gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka

lal lal aag hua patha chanar ka

ha lal lal aag hua patha chanar 

matti kumhar ki sona sunar ka

reza reza palchin pal katne hai

hath ki lakeero ke bal chatne hai

reza reza palchin pal katne hai

ratti ratti masha masha tola hai na tolna hai

ratti ratti masha masha tola hai na tolna hai

ankhiyo me band hai vo palko se kholna hai

ankhiyo me band hai vo palko se kholna hai

ho lal lal aag me hai dana anar ka dana anar ka

ho lal lal aag hua patha chanar ka

matti kumhar ki sona sunar ka

hire ki kanni hai na panne ka pani

sone me soyegi gaav ki rani

hire ki kanni hai na panne ka pani

are jeeli jeeli jhugiyo me savan guzara

bund bund matke me bhaado utara

bund bund matke me bhaado utara

are inch inch ghumta hai

are inch inch ghumta hai 

chakka intezar ka chakka intezar ka

matti kumhar ki sona sunar ka

gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka

lal lal aag hua patha chanar ka

lal lal aag hua patha chanar ka

lal lal aag hua patha chanar ka

lal lal aag hua pttha chanar ka

Explore this song