Roman script

lakho use salam lakho use salam

lakho use salam ke bangla desh jiska naam

lakho use salam lakho use salam

aaj pukara desh ne tumko

aao desh ke kaam aao desh ke kaam

lakho use salam ke bangla desh jiska naam

lakho use salam lakho use salam

salam wo jeet ko jisne videshi takat ko lalkara

jiski ek awaz pe jaag utha 

desh uska sara desh uska sara

rok sake na unko majhab ke ye bandhan jhuthe

uthe sher bawali to barso ke bandhan tute

janta ki himmat ek aage sab kuch hai nakaam

janta ki himmat ek aage sab kuch hai nakaam

lakho use salam ke bangla desh jiska naam

lakho use salam lakho use salam

waro desh pe tan apna man apna dhan apna

waro desh pe tan apna man apna dhan apna

pani nahi lahu janta ka jo bahta jayega

khun to khun hai tapkega to ek din rang layega

ek din rang layega

ek taraf hai goli ek taraf janta ka sina

sikh liye hai ab bache bache ne marke jina

chudiya wale hatho ne bhi li banduke tan

chudiya wale hatho ne bhi li banduke tan

lakho use salam ke bangla desh jiska naam

lakho use salam lakho use salam

waro desh pe tan apna man apna dhan apna

waro desh pe tan apna man apna dhan apna

dhanya hai bahne war rahi jo desh pe bai pyare

dhanya hai maye luta rahi jo apni aankh ke tare

apni aankh ke tare

aaj bhi jo chup baithe samjho usme jaan nahi hai

dharti ma ki aan bhala kya apni aan nahi hai

desh mita to mit jayega apna bhi to naam

desh mita to mit jayega apna bhi to naam

lakho use salam ke bangla desh jiska naam

lakho use salam lakho use salam

Explore this song