Roman script

lakho me aankho me koi bas gaya
chaho me nigaho me koi bas gaya
fas gaya fas gaya fas gaya 
ho lakho me aankho me koi bas gaya
chaho me nigaho me koi bas gaya
fas gaya fas gaya  fas gaya 
masti me hai khoye khoye shokhiyo me dube
aapki aankho me dikhte humko apne mansube
ho masti me hai khoye khoye shokhiyo me dube
aapki aankho me dikhte humko apne mansube
ho aap se aaj yu milke
khush huya dil mera jhilmila jhilmila
lakho me aankho me koi bas gaya
chaho me nigaho me koi bas gaya
fas gaya fas gaya  fas gaya 
mere aage pichhe firte jane kitne kitne 
fike padte sare tare chamke hum itne
mere aage pichhe firte jane kitne kitne 
fike padte sare tare chamke hum itne
ho aap se aaj yu milti
bujh gaya dil mera manchala gulgula
lakho me aankho me koi bas gaya
chaho me nigaho me koi bas gaya
fas gaya fas gaya  fas gaya 
ho lakho me aankho me koi bas gaya
chaho me nigaho me koi bas gaya
fas gaya fas gaya  fas gaya 
fas gaya fas gaya  fas gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Bappi Lahiri, Udit Narayan, S Janaki