Roman script

baat hai uss samay ki jab 

majnoo thaa kuchh diwaana

laila ki galiyon se thaa 

uska aanaa jaana

baat hai uss samay ki jab 

majnoo thaa kuchh diwaana

laila ki galiyon se thhaa 

uska aanaa jaana

raaten uski rangeen thee 

aur har din tha suhaana

wo sabse kehta rehta 

mujhey laila kaa ho jaanaa

laila oh laila

tu saamne kyun na aaye

laila oh laila

kyun mujhko yun sataaye laila 

laila boli majnu haaye 

kyun tu yahaan pe aaye

raaton ko gaane gaaye 

aur logo ko sataye

mujhko to na bhata hai

tera yahaan pe aana

tune sab kuch kho dena 

tune kuch nahi hai pana

par laila oh laila

tu saamne kyun na aaye

laila oh laila

kyun mujhko yun sataye laila 

laila oh laila

tu saamne kyun na aaye

laila oh laila

kyun mujhko yun sataaye laila

laila oh laila

tu saamne kyun na aaye

laila oh laila

kyun mujhko yun sataaye laila

laila oh laila

tu saamne kyun na aaye

laila oh laila

Explore this song