Roman script

laila laila laila, main laila

dil aur jaa dono hai yaha

tu hai mera mehbuba, main hu teri laila

dil aur jaa dono hai yaha

tu hai mera mehbuba, main hu teri laila

dushman hai zamana ye na samjhe mera pyar

tu bhi na juda hona mujhse o mere yaar

dushman hai zamana ye na samjhe mera pyar

tu bhi na juda hona mujhse o mere yaar

teri hu, main teri hu, main teri hu, main hu, main laila

dard-e-dil ko mere tu, de na yu tu saza

de dungi jaan ye tere liye ha

dard-e-dil ko mere tu, de na yu tu saza

de dungi jaan ye tere liye ha

chand hai mera gwah, tu hai mera humnawa

chand hai mera gwah, tu hai mera humnawa

kah na sakungi tumse haale dil mera

sah na sakungi gham ye o mere chhaila

kah na sakungi tumse haale dil mera

sah na sakungi gham ye o mere chhaila

teri hu, main teri hu, main teri hu, main hu, main laila

ishq karna dilruba hai nahi aansa

gham meri mohabbat ka le jaau main kahan

ishq karna dilruba hai nahi aansa

gham meri mohabbat ka le jaau main kahan

raate hai meri jawa, aashiq hai koi kahan

raate hai meri jawa, aashiq hai koi kahan

mehfil me sabhi hai do din ke mehman

ab to aa bhi jana, o mere dil ke arma

mehfil me sabhi hai do din ke mehman

ab to aa bhi jana, o mere dil ke arma

teri hu, main teri hu, main teri hu, main hu, main laila

Explore this song