Roman script

lahu ka rang ek hai lahu ka rang ek hai

lahu ka rang ek hai lahu ka rang ek hai

lahu ka rang ek hai dunia ke har insan ka

wafa ka dhang ek hai dharm or iman ka

dard bada hi hota hai dard bada hi hota hai

jab kisi ka bahe lahu wo chahe ho tera lahu 

ya mera lahu mera lahu tera lahu mera lahu

agar khuda ye sochta iman ke sar pe taj ho

to kaun usko rokta agar vidhata chahta

dharam ka jag me raaj ho to kaun usko tokta

dilo me fut dalna to kam hai beiman ka

lahu ka rang ek hai dunia ke har insan ka

dard bada hi hota hai dard bada hi hota hai

jab kisi ka bahe lahu wo chahe ho tera lahu 

ya mera lahu mera lahu tera lahu mera lahu

pyar ki purwaiya chale to gunje kab pata

hindu ya musalman ka karam ki dhup jab khile to

puche kab pata arab ya hindustan ka

dilo me fut dalna to kam hai nadan ka

lahu ka rang ek hai dunia ke har insan ka

dard bada hi hota hai dard bada hi hota hai

jab kisi ka bahe lahu wo chahe ho tera lahu 

ya mera lahu mera lahu tera lahu mera lahu

Explore this song