Roman script

lagta hai miley ho tum ae yaar kahi pehle

khele ho mere dil se dildar kahi pehle 

chudi khole na chudi khole na 

ho chudi khole na 

ye mathe ka pasina ye dhak dhak sina 

banaya tune kaisa ye haal sajna ye haal sajna 

teri aankhon ne ho teri aankhon ne 

ye chhal kiya mujhse magar maine tujh se 

kiya tune hi koi sawal sajna sawal sajna 

chudi khole na ho chudi khole na 

kahe soche re kahe soche  

kahe soche re daman tham koi 

aesi barso me aati hai shaam koi 

ye hai pyala purana chhod bhi de 

naya pyala utha ise tod bhi de 

naye rang se mana naya saal sajna saal sajna 

chudi khole na ho chudi khole na 

ye mathe ka pasina ye dhak dhak sina 

banaya tune kaisa ye haal sajna ye haal sajna 

chudi khole na ho chudi khole na 

tune jis din se ae tune jis din se

tune jis din se mera ye haal kiya 

mai bhi chalne lagi teri chaal piya 

mujhe dil se nikal diya gam nahi 

mujhe raaho me daal diya gam nahi 

padu pichhe to rakhna khyal sajna khyal sajna 

chudi khole na ho chudi khole na 

ye mathe ka pasina ye dhak dhak sina 

banaya tune kaisa ye haal sajna ye haal sajna

teri aankhon ne ho teri aankhon ne 

ye chhal kiya mujhse magar maine tujh se 

kiya tune hi koi sawal sajna sawal sajna 

chudi khole na ho chudi khole na

Explore this song