Roman script

jhule se nikla ghabrake banchpan

bhule se ek din dekha jo darpan

lagi apni najariya katar ban ke

lagi apni najariya katar ban ke

koi dil me shama na jaye pyar ban ke

koi dil me shama na jaye pyar ban ke

lagi apni najariya katar ban ke

rama ho rama ho rama ho rama ho

bachpan ka jana jawani ka aana

gazab ho gaya haye gazab ho gaya

bachpan ka jana jawani ka aana

gazab ho gaya haye gazab ho gaya

samjh me na aaye kya pa liya

or kya kho gaya or kya kho gaya

koi khatke khyalo me haar banke

koi khatke khyalo me haar banke

koi dil me shama na jaye pyar banke

koi dil me shama na jaye pyar banke

lagi apni najariya katar ban ke

rama ho rama ho rama ho rama ho

khwabo me koi aane laga

dil churane laga dil churane laga

khwabo me koi aane laga

dil churane laga dil churane laga

kya kijiye haye dil hath se jane laga

hoye jane laga

koi rah jaye na gale ka haar banke

koi rah jaye na gale ka haar banke

koi dil me shama na jaye pyar banke

lagi apni najariya katar ban ke

rama ho rama ho rama ho rama ho

Explore this song