Roman script

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

wahi aag sine me phir jal padi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

kuchh aise hi din the wo jab hum mile the

chaman me nahi phul dil me khile the

wahi to hai mausam magar rut nahi wo

mere saath barsaat bhi ro padi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

koi kash dil pe zara haath rakh de

mere dil ke tukado ko ek saath rakh de

magar ye hai khwabo khayalo ki baate

kabhi tut kar cheej koi judi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

wahi aag sine me phir jal padi hai

lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai

Explore this song