Roman script

laga mohe ab ki baar o baanke piya 
pandhrah pe ek nayo saal
laga mohe ab ki baar o baanke piya 
pandhrah pe ek nayo saal
duniya pukare solah baras ki
dekho chali re katar 
o baanke piya sun sunke rang bhaiyo laal
laga mohe ab ki baar o baanke piya 
pandhrah pe ek nayo saal
naino me chira zulfo me gajra
haatho me mahendi laga ke
gaalo pe laali pero mein payal
mathe pe bindiya saaja ke 
dekhu jo darpan awaaz aai
dekhu jo darpan awaaz aaye 
dil legao re singaar 
o baanke piya sun sunke rang bhaiyo laal
laga mohe ab ki baar o baanke piya 
pandhrah pe ek nayo saal
logo ke dar se mai apne ghar se 
panghat pe ja na saku panghat pe to kya 
apne hi angna ghunghat hata na saku
ghunghat jo sarke aawaz aaye 
ghunghat jo sarke aawaz aaye 
hamri bhi kismat sanwar 
o baanke piya sun sunke rang bhaiyo laal
laga mohe ab ki baar o baanke piya 
pandhrah pe ek nayo saal
duniya pukare solah baras ki dekho chali re katar 
o baanke piya sun sunke rang bhaiyo laal
laga mohe ab ki baar o baanke piya 
pandhrah pe ek nayo saal

Song details

Song video

Watch on YouTube