Roman script

laga gale jale jiya

o piya o piya

bata mujhe hua hai kya

sathiya sathiya

ye ishq ki chaah hai

raah hai aashiki ki

ulfato ka sailaab hai

ye ishq ki parwaaz hai

saaz hai aashiki ki

betaabi ka sailaab hai

dhuan dhuan sa hai yaha

aa gaye hum kaha

dhuan dhuan sa hai yaha

aa gaye hum kaha

laga gale jale jiya

o piya o piya

dhuan dhuan sa hai yaha

aa gaye hum kaha

Explore this song