Roman script

lag gai chot karejavaa me - 2
haay raamaa 
naino ke tir mohe maar gayo saiyyaa - 2
o lag gai chot karejavaa me, haay raama 
lag gai chot karejavaa me
aanaa achaanak mai nahi jaanu re - 2
ghaayal karake, haay, ghaayal karake, haay, ghaayal karake 
sidhaar gayo saiyyaa
lag gai chot karejavaa me, haay raama, lag gai chot 
kuchh maazaraa sunaataa hun mai husn-o-ishq ka 
lailaa ka ek aashiq-e-divaana qais tha 
baad-e-fanaa tha dono ka madafan judaa judaa 
lekin vo dono qabro se ati thi ye sadaa 
lag gai chot karejavaa me, haay raama, lag gai chot 
korat-e-majanu ke jaa puchha kisine ye ??qun? 
yaad kuchh lailaa ki ab bhi hai baaki khataatan? 
aah thadi bhar ke bolaa khech kar munh se kafan 
kyaa?? 
lag gai chot karejavaa me, haay raama, lag gai chot

Song details