Roman script

lafzo ko jubaan pe rok liya 

lafzo ko jubaan pe rok liya 

par aaho ko lab se hata na sake 

par aaho ko lab se hata na sake 

ashkon ne dhindhora pit diya 

ashkon ne dhindhora pit diya 

hum raaz ae mohabbat paa na sake 

hum raaz ae mohabbat paa na sake 

batla na sake samjha na sake 

dil khol ke dil ka haale unhe 

dil khol ke dil ka haale unhe 

hum apna aap ganwaa kar bhi 

hum apna aap ganwaa kar bhi 

armaaano ki duniya ko paa na sake 

armaaano ki duniya ko paa na sake 

bas aankh se aankh ka milna tha 

ye hosh ki duniya khaak huyi 

ye hosh ki duniya khaak huyi 

wo aag lagakar chalte huye 

wo aag lagakar chalte huye 

hum dil ki lagi ko bujha na sake 

hum dil ki lagi ko bujha na sake 

takdeer mein hi jab preet na thi 

phir unse shikayat na karte 

phir unse shikayat na karte 

fursat na mili wo aa na sake 

fursat na mili wo aa na sake 

hum sur ko aur badha na sake 

hum sur ko aur badha na sake

Explore this song