Roman script

ladkiyon ke pichhe jaane waale hai bahut

ladkiyon ke pichhe jaane waale hai bahut

ek ladke ki baat hai alag

alag, alag

tu bhi pichhe saheliya bhi pichhe

???

ladkiyon ke pichhe jaane waale hai bahut

ladkiyon ke pichhe jaane waale hai bahut

ek ladke ki baat hai alag

alag, alag

tu bhi pichhe saheliya bhi pichhe

chaal ki kya baat hai, kapdo ki kya baat hai

mudke bhi na dekhe, uski is adaa me jaan hai

chaal ki kya baat hai, kapdo ki kya baat hai

mudke bhi na dekhe, uski is adaa me jaan hai

ladkiyon ke pichhe siti maarte hai bahut

ladkiyon ke pichhe siti maarte hai bahut

ek ladke ki baat hai alag

alag, alag

tu bhi chhede saheliya bhi chhede

jab vo dance karta hai jab romance karta hai

tab na jaane sofiya ka dil dhadakne lagta hai

jab vo dance karta hai jab romance karta hai

tab na jaane sofiya ka dil dhadakne lagta hai

ladkiyon ke pichhe ladne waale hai bahut

ladkiyon ke pichhe ladne waale hai bahut

ek ladke ki baat hai alag

alag, alag

tu bhi jhagde saheliya bhi jhagde

uska apna style hai, labo pe uske smile hai

hollywood ke jaisa uska apna lifestyle hai

ladkiyon ke pichhe jaan dete hai bahut

ladkiyon ke pichhe jaan dete hai bahut

mere liye sucide na karna

mujhko apna humesha tum samjhna

Explore this song