Roman script

americi gori ya chhori japani

mem angregi ya kudi hindustani

amrici gori ya chhori japani

mem angregi ya kudi hindustani

ladki ladki dil dhundhe ek ladki

ladki ladki dil maange ek ladki

chahe patli ya moti chahe lambi ya chhoti

chahe chalu ya sidhi chahe gori ya kaali

par mil jaaye saali

amrici gori ya chhori japani

mem angregi ya kudi hindustani

paisa ho gaadi ho bangla naukar chakar ho

maa uski sidhi ho bhola uska father ho

paisa ho gaadi ho bangla naukar chakar ho

maa uski sidhi ho bhola uska father ho

ghar jamai main ban jaau ghar mein mera aadar ho

life mein phir roj manaunga main diwali

amrici gori ya chhori japani

mem angregi ya kudi hindustani

kaali kaali eyes chehra ho nice

sabse hat ke ho apni wo choice

dil ki ho raani ho meri wo deewani

roj khilaye mujhe chicken biryani

kabhi sweet kabhi hot kabhi lage cool

apni ada se kare mujhe clean bold

khula hai uske liye dil ka ye gate

din na raat uska hi karta hu main wait

kisi ladki pe apna style chal jaaye

dhundh le yahi kahi shayad koi mil jaaye

yaar mere dekh kahi mauka na nikal jaaye

bhare bhare sapne apne na ho jaaye khali

amrici gori ya chhori japani

mem angregi ya kudi hindustani

ladki ladki dil dhundhe ek ladki

ladki ladki dil maange ek ladki

chahe patli ya moti chahe lambi ya chhoti

chahe chalu ya sidhi chahe gori ya kaali

par mil jaaye saali

amrici gori ya chhori japani

mem angregi ya kudi hindustani

Explore this song