Roman script

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

sochti hai zyada kam woh samajhti hai

sochti hai zyada kam woh samajhti hai

dil kuch kehta hai kuch aur hi karti hai

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

sochti hai zyada kam woh samajhthi hai

dil kuch kehta hai kuch aur hi karti hai

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

pyaar use bhi hai magar shuruaat tumhi se chahe

khud me uljhi uljhi hai par balo ko suljaaye

sab se alag hai tum yeh keh ke paas tumhaare aaye

aur kuch din me tum me alag sa kuch bhi na usko bhaye

tumhe badalne ko paas woh aati hai 

tumhe mitaane ko jaal bichati hai

baaton baaton me tumhe phasati hai

pehle hasati hai phir bada rulaati hai 

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti

itna hi khud se khush ho to piche kyon aate ho

phool kabhi to hazar thofein akhir kyon laaten ho

bikhra bikhra bematlab sa toota phoota jina

aur kehte ho alag se hai hum taan ke apna sina 

jine ka tumko dhang sikhlati hai

tumhe jaanwar se insaan banaati hai 

uske bina ek pal reh na sakoge tum

usko pata hai yeh keh na sakoge tum

issliye ladkiya ladko si nahin hoti 

issliye ladkiya ladko si nahin hot 

jaane kaun kaun se din woh tumko yaad dilaaye

pyaar ko chahe bhul bhi jaaye tarikhe na bhulaye

ladko ka kya hai kissi bhi mod pe woh mud jaaye

abhi kissi ke hai abhi kissi aur se woh jud jaaye

ek haan kehne ko kitna tehlati hai

thak jaate hai hum woh ji behlati hai

woh sharmati hai kabhi chhupati hai

ladki jo haan kehde usse nibhati hai

issliye ladkiya ladko si nahin hoti 

issliye ladkiya ladko si nahin hoti 

issliye ladkiya ladko si nahin hoti 

issliye ladkiya ladko si nahin hoti

Explore this song