Roman script

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

are ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

ha hone waali hai shadi humaari

chhai hai jaane kaisi khumaari

milne ki rut aai

baj uthi shahnaai, aaja na

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

hone waali hai shadi humaari

chhai hai jaane kaisi khumaari

milne ki rut aai

baj uthi shahnaai, aaja na

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

chanda to bata do, sitaaro se kaho

jaao ja ke laakho hajaaro se kaho

chanda to bata do, sitaaro se kaho

jaao ja ke laakho hajaaro se kaho

hum to milenge, do gul khilenge

roke na ye jaha

baanho me yaar, seene me pyaar

sapne hue jawa

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

ha hone waali hai shadi humaari

chhai hai jaane kaisi khumaari

milne ki rut aai

baj uthi shahnaai, aaja na

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

chudi meri khanke, bulaaye kangna

teri gali le chal diwaane sajna

chudi meri khanke, bulaaye kangna

teri gali le chal diwaane sajna

doli baaraat laaunga sath

ruk ja tu chaar din

mere nasib aaja karib

jeena kya tere bin

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

hone waali hai shadi humaari

chhai hai jaane kaisi khumaari

milne ki rut aai

baj uthi shahnaai, aaja na

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

ladki kanwaari thi kanwara ladka

dono ki nigaahe mili, dil dhadka

Explore this song