Roman script

do mithiya galla kar kudiye hash ke sadde naal

are sath kadhe hum dono lagte hai soni mahiwal

ladki hasin ho, ladki hasin ho to ladka nojawan ho

ladki hasin ho, ladki hasin ho to ladka nojawan ho

dono mlile to kya ho, kya ho

dono mlile to upar zamin niche aasman ho, niche aasman ho

ladki hasin ho to ladka naujawan ho

dono mile to upar jamin niche aasman ho, niche aasman ho

kali latte gora muh aankhe nili

kali latte gora muh aankhe nili 

gusse me kyun ho rahi ho laal pili

ladki ho tum, ladki ho tum ke rang roop ki dukan ho

dono mlile to upar jamin niche aasman ho, niche aasman ho

raste pe chalte main ho gaya diwana, main ho gaya diwana

raste pe chalte main ho gaya diwana, main ho gaya diwana

thirchi nazar ka main ban gaya nishana, main ban gaya nishana

ye teer jis se chala oye hoye

ye teer jis se chala tum vo kaman ho

dono mile to upar jamin niche aasman ho, niche aasman ho

tum ho bade vo ye jaan liya maine

tum ho bade vo ye jaan liya maine

pehli nazar me pahchaan liya maine

pehle hairan thi mai oye hoye hoye

pehle hairan thi mai ab tum hairan hu

dono mile to upar jamin niche aasman ho, niche aasman ho

ladka hasin ho te, ladki naujawan ho

dono mile to upar jamin niche aasman ho, niche aasman ho

Explore this song