Roman script

ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana
ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana
kuch bhi na jane tu anadi 
kaise chalegi chahat ki gadi
ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana
khamoshiyo ka matlab bata de
mujhko tu apne dil ka pata de
khamoshiyo ka matlab bata de
mujhko tu apne dil ka pata de
aise na aana palke jhukake tu
aaj tu mujhko mujhse churale
he ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana
kuch bhi na jane tu anadi 
kaise chalegi chahat ki gadi
ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana
mere gamo ko apna banaya
tune mujhe fir jina sikhaya
mere gamo ko apna banaya
tune mujhe fir jina sikhaya
ye jindagi hai teri amanat
mujhse ki hai tune mohabbat
mere sanam kya tujhko khabar hai
mera ye dil to tera hi ghar hai
mere sanam kya tujhko khabar hai
mera ye dil to tera hi ghar hai
apni ada se isko saja de
pyar ka mandir ise bana de
he ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana
kuch bhi na jane tu anadi 
kaise chalegi chahat ki gadi
ladki diwani dekho ladka diwana
milne ka kaise kaise dundhe bahana

Song details

singer: Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, Aditya Narayan

actor: Sunil Shetty, Anjali Jatthar