Roman script

bura ghar ho bhala ghar ho hame kya isse lena hai

hamara kam to beta mubarak bad lena hai

ladki walo ki taraf se ladke walo ko

ladke walo ki taraf se ladki walo ko

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

ladki walo ki taraf se ladke walo ko

ladke walo ki taraf se ladki walo ko

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

ye ladki to hai chandani se bhi gori gori ha gori

ye ladki to hai chandani se bhi gori

hua kya kisi chand ki thi chakori

chand ki thi chakori kiya tha pyar isne magar ab

magar ab magar ab milati nahi piya se najar ab 

najar ab najar ab hua kya kaho kab hame kya matlab

dalo khak purani bato par kya kahte ho

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

ye ladka hai acha nahi kuch kharabi

ye ladka hai acha nahi kuch kharabi

hua kya agar hai jara sa jara sa jara sa juari sharabi

juari sharabi he girega tabhi to sambhal jayega ye

ke shadi hui to to to badal jayega ye badal jayega ye

kaha hamne kya kab khafa ho gaye ye sab

fir ye bhul nahi hogi bas hame maf kar do

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

ye ladke ka daddy bada paisa wala

ye ladke ka daddy bada paisa wala

hua kya agar iska dhandha hai kala

ye ladki ka daddy bada hi farishta

magar iski kismat kaha joda rishta

kaha joda rishta kaha joda rishta 

hasi ye jodi hai kasar bas thodi hai

ye rishta nahi manjur ladki ladke ko

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

ladki walo ki taraf se ladke walo ko

ladke walo ki taraf se ladki walo ko

mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho

Explore this song