Roman script

ladke ne ladki ko dekhaladki ne ladke ko dekha

ladke ne ladki ko dekha ladki ne ladke ko dekha

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

piche hatho kadardano tali bajao jawano

bacho ko khel dikhayega budho ko bhi ye hasayega

jab isko gussa aata hai battisi apni dikhata hai

mayke gayi hai vo aaj joru se hai ye naraj

kal apne sasural jayega usko pakad ke le aayega

karta hai sabko salam de do ise kuch inaam

aakhe bacha ke na jao hasina badh ke pakad lega sadi

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

phul gulab ka laya hai dur daraj se aaya hai

firta hai subah sham milta nahi isko kaam

das das ke das note nikal ho jayega tu khushahaal

phul chameli ka layi hai apno me bhi ye hai parayi hai

dikhati hai kuch hairan isko nahi santan

mere kaha maan swami ki khali joli bhar de

ho jayega tera kalyan inko tu khush kar de

jo bhi ye chahe karke dikhaye inko samajh na anari

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

ladke ne ladki ko dekha ladki ne ladke ko dekha

ladke ne ladki ko dekha ladki ne ladke ko dekha

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

todi agadi todi pichadi chalne lagi dil ki gadi

Explore this song