Roman script

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

rahne wali main kotgadh ki hu

mujhe sakhiya saheliya kahe

thanedar thanedar thanedar

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

rahne wali main kotgadh ki hu

mujhe sakhiya saheliya kahe

thanedar thanedar thanedar

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

jo na kaam kare uski dushman 

mehanat ki main saheli hu

main na kisi se daru sab dare mujhse

apne dam ki akeli hu

pahle kam karo fir aaram karo

pahle kam karo fir aaram karo

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

yu hi kisi pe nahi bhadki hu

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

mera wakt kate pado ki sewa 

kachhe kachhe falo ko mitha karte

inhe jawan karu ki apna dhyan karu

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

rahne wali main kotgadh ki hu

mujhe sakhiya saheliya kahe

thanedar thanedar thanedar

ho rabba ladke ke bhesh mein ladki hu

Explore this song