Roman script

rakhe jo aulad ko, sine se lagake 

bachcho me ghul mil jaaye, apani umar bhula ke 

bhale bure ka gyaan karaaye, haath pakad ke 

to kyu na ho ladke, baap se badhke 

kyu na ho ladke, baap se badhke 

rakhe jo aulad ko, sine se lagake 

bachcho me ghul mil jaaye, apani umar bhula ke 

bhale bure ka gyaan karaaye, haath pakad ke 

to kyu na ho ladke, baap se badhke 

kyu na ho ladke, baap se badhke 

bachche hote hain kachche ghade

chahe jisa rang chdha de 

hote maa baap pahle guru

nafrat sa pyaar kikha de 

jo apane bachcho ko chahe, khud se badhke 

jo apane bachcho ko chahe, khud se badhke 

to kyu na ho ladke, baap se badhke 

kyu na ho ladke, baap se badhke 

kuchh aise bhi ma baap hai

jo karte hian apne man ki 

unhe pyaar hain apna gurur

nahi fikar kisi ke jivan ki

hardam toke rasta roke bich me pad ke 

hardam toke rasta roke bich me pad ke 

to kaise ho ladke, baap ke badhke 

tkaise ho ladke, baap se badhke 

ho ho ho ho 

nahi aasan itana ki ham

rukh bahti dhaar ka mode 

jis taraf ho nadi ka bahaaw

naaw kyu na udhar hi chhode 

itna dekhe dub na jaaye bhanwar me pad ke

to kyu na ho ladke, baap se badhke 

kyu na ho ladke, baap se badhke

Explore this song