Roman script

jai ho, ka ho

ganga ji ki jai ho 

ho ho ho ho ho

ladka jab ladki se lipte

ha ladka jab ladki se lipte

dil me dhak dhak kyu hoti hai

sare badan pal do pal

bijli si chamak kyu hoti hai

are hum ka jane

haye ram ji pad gaye hum kis bairan ke paale

hum hai bhola nath jonpur wale

haye ram ji pad gaye hum kis bairan ke paale

hum hai bhola nath jonpur wale

man hi man me koi kisi se

pyar kare to kya hota hai

man hi man me koi kisi se

pyar kare to kya hota hai

aadhi aadhi raat ko uthkar

aahe bhare to kya hota hai

are hum ka jane

jisko lage ye rog samajh lo pad gaye jaan ke laale

hum hai bhola nath jonpur wale

haye ram ji pad gaye hum kis bairan ke paale

hum hai bhola nath jonpur wale

gali gali badnaam karungi

maan le mera kahna

gali gali badnaam karungi

maan le mera kahna

dekh re babuwa khel nahi hai 

aag lagake chal dena

are hum ka jane

nari se bas ram bachaye kah gaye kahne wale

hum hai bhola nath jonpur wale

haye ram ji pad gaye hum kis bairan ke paale

hum hai bhola nath jonpur wale

kitna hi anjaan bane tu

main nahi tujhko chhodne wali

kitna hi anjaan bane tu

main nahi tujhko chhodne wali

chudiya pahni naam ke tere

ab nahi inko todne wali

are hum ka jane

humre dil ke darwaje pe 

pad gaye dhram ke taale

hum hai bhola nath jonpur wale

haye ram ji pad gaye hum kis bairan ke paale

hum hai bhola nath jonpur wale

haye ram ji 

haye ram ji pad gaye hum kis bairan ke paale

hum hai bhola nath jonpur wale

aahe hum hai bhola nath jonpur wale

hum hai bhola nath jonpur wale

bol siyapati ramchandr ki jai

Explore this song