Roman script

preet ki misari chakhaake tune aisi najar ladaayi

court kachehari na koi jiski, na koi dua dawaayi

ankhiyon ki boli badi albeli har pal nayi paheli

bich bajariya lad gayi ye to

bich bajariya lad gayi ye to bich bajariya

bich bajariya lad gayi, are haan bhaiya, bhaiya

bich bajariya lad gayi ye to

lad gayi ye to, lad gayi ye to

bich bajariya, bajariya, bich bajariya lad gayi ye to

reh gayi chhui mui si main to

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya

haay meri kaatil najariya, kare ghaayal najariya

badi jaalim najariya

meri kaatil najariya, kare ghaayal najariya

meri kaatil najariya

are ladi re ladi re ladi

khadi re khadi re khadi mar gayi daiya

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya haay

karke mose jorajori kaahe todi dil ki tijori

karke mose jorajori kaahe todi dil ki tijori

ho maal luta so luta

ho maal luta so luta

re taala jo tuta to mar gayi daiya

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya

ladi re ladi najariya, luti main

haan katputali si naach uthi main

chiththi jaisi baanch uthi main

katputali si naach uthi main

chiththi jaisi baanch uthi main

haan chhitput andhere mein

chhitput andhere mein haan sakht fere

mein pad gaya daiya

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya

ladi re ladi najariya, luti main bhari bajariya

Explore this song