Roman script

laalalala lalalaalala

laalalala lalalaalla

ha laddu bhi hai

lalalala peda bhi hai

lalalala laddu bhi hai

peda bhi hai

rasgulla bangali hai

muh mitha kar lo

karlo yaron

pet bhi apna khali hai

humko hai pasand balushahi

kalakand

lekin yaron

wo chiz hai kya

wo chiz hai kya jiske aage

har chiz zamane ki phiki phiki

har chiz zamane ki phiki

wo chiz hai kya

aji kya aji kya aji kya

nazar kisi ki babu, hansi kisi ki babu

nazar kisi ki babu, hansi kisi ki babu

haya kisi ki, ada kisi ki babu

hat hat hat hat

mashuq ke sitamon ke aage

her chiz zamaane ki phiki phiki

haye haye jiyo munna

har chiz zamane ki phiki

phiki phiki phiki phiki

ek dum phiki bilkul phiki phiki

oho phiki ha ha phiki

phiki phiki ha ha phiki ha

phiki phiki phiki phiki haye ha

toto toto toto toto toto toto

totally phiki fikar not

wo chiz hai kya jiske aage

har chiz zamane ki phiki phiki

har chiz zamane ki phiki

wo chiz hai kya

aji kya aji kya aji kya

ha pyar kisi ka babu

prit kisi ki babu

pyar kisi ka babu

prit kisi ki babu naaz kisi ka

andaz kisi ka babu

aashiq ke sitamon ke aage

har chiz zamane ki phiki phiki

oye hoye qurban jaaun

har chiz zamane ki phiki

Explore this song