Roman script

haaye boli aisi ke tamatar free mangaye

to lage jaise mushaayaron mei baitha sun raha hoon usko

ma dha ni sa ni dha ma ga arey aankhein aisi ke milaaye 

jab nigahein ye nigahein dagmagaaye

kuch samajh mei bhi na aaye dil ko

par jaise mohabbat utthi  seene mei ghus gayi gupti

iss dil ke laddoo bant gaye

haan suljhi thodi jab gutthi  khwabon ki ho gayi chhuti

iss dil ke laddoo bant gaye

haan chaata lekar nikle koi ghar se

chhaaye baadal na barse

jaise note 2000 ke leke koi chhutte ko tarse

sagar mei pyaasa hai dil  par kar kya sakta hai dil

iss dil ke laddoo bant gaye chhota zara sa hai dil 

kaisa ruaan se hai dil iss dil ke laddoo bant gaye

haaye aisi taisi aisi huyi ki  emotion ka juice nikla

jhaalar laga ke ghar sajaaya  par connection loose nikla

haan free mei ho gaye fadde jeevan ka happy b’day

iss dil ke laddoo bant gaye

haaye raahon mei aise gadde toote hain dil ke haddey

iss dil ke laddoo bant gaye 

boli aisi ke tamatar free mangaye

to lage jaise mushaayaron mei baitha sun raha hoon usko

arey aankhein aisi ke milaaye 

jab nigahein ye nigahein dagmagaaye

kuch samajh mei hi na aaye dil ko

par jaise mohabbat utthi  seene mein ghus gayi gupti

iss dil ke laddoo bant gaye haan suljhi thodi jab guthi 

khwabon ki ho gayi chhuti iss dil ke mmhmm lag gaye

Explore this song