Roman script

ho ho ho ho ho ho
lachari ko majburi ko 
lachari ko majburi ko 
kismat kahna padta hai 
pyar me ham to garib nahi 
paisa magar nasib nahi ho ho 
hasne ko duniya sari aur rone ko ham 
aara ro aara ro aara ro 
aara ro aara ro aara ro 
bhai bahan ka ye nata hai 
bhukh me kapna aata hai 
ek duje ko dekh ke fir bhi 
pet apna bhar jata hai 
batwara sukh aur dukh ka 
hoga na jab tak ek jaisa
ham bukhe hi soyege 
rone wale royege
aara ro aara ro aara ro 
aara ro aara ro aara ro 
lachari ko majburi ko 
kismat kahna padta hai 
pyar me ham to garib nahi 
paisa magar nasib nahi ho 
hasne ko duniya sari aur rone ko ham 
aara ro aara ro aara ro 
aara ro aara ro aara ro

Song details

Song video

Watch on YouTube