Roman script

lab hain warke gul

mehakti jinse hain purwaaiya

lab hain warke gul

mehakti jinse hain purwaaiya

mad bhari aankhon mein dube

jhil ki geharaiya

mad bhari aankhon mein dube

jhil ki geharaiya

lab hain warke gul

mehakti jinse hain purwaaiya

jab lachak jaaye ya

balkhaye rage gulnaaz se

jab lachak jaaye ya

balkhaye rage gulnaaz se

yaad aaye phir hume us

shokh ki angdaiya

yaad aaye phir humein us

shokh ki angdaiya

lab hain warke gul

mehakti jinse hain purwaaiya

nikhte gul kaale baadal

nikhte gul kaale baadal

aur fazaaye ambari

nikhte gul kaale baadal

aur fazaaye ambari

zehen mein taaza huyi hain

zehen mein taaza huyi hain

husn ki raanaiya

zehen mein taaza huyi hain

husn ki raanaiya

wo nazar dede

wo nazar dede

jahan parvar ha dede nazar

wo nazar dede

wo nazar dede jahan parvar ki

is nirdosh ko

wo nazar dede

jahan parvar ki is nirdosh ko

nazar aaye har bashar mein teri hi parchhiyan

nazar aaye har bashar mein teri hi parchhiyan

lab hain warke gul

mehakti jinse hain purwaaiya

Explore this song