Roman script

laai hayaat aaye qazaa le chali chale hain 

laai hayaat aaye qazaa le chali chale hain 

apni khushi na aaye na

apni khushi na aaye na

apni khushi chale,han 

apni khushi na aaye na

apni khushi chale

behtar to hai yahi ki na 

duniya se dil lage

behtar to hai yahi ki na 

duniya se dil lage

par kya kare jo kaamna 

par kya kare jo kaamna 

bedillagi chale, han 

par kya kare jo kaamna 

bedillagi chale

duniya ne kis ka raah-e-fanaa

duniya ne kis ka raah-e-fanaa

me diyaa hai saath

duniya ne kis ka raah-e-fanaa

me diyaa hai saath

tum bhi chale chalo yun hi 

jab tak chali chale

tum bhi chale chalo yun hi 

jab tak chali chale

jaate hawa e shauq me 

aate hawa e shauq me 

is chaman se zauq

jaate hawa e shauq me 

hai is chaman se zauq

apni balaa se baad-e-saba 

apni balaa se baad-e-saba 

ab kahi chale 

apni balaa se baad-e-saba 

ab kahi chale 

laayi hayaat aaye qazaa le chali chlale

Explore this song