Roman script

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

mithe bain tikhe naino vaali re dulhaniya

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

lautegi jo godi bhar hame na bhulaana

laddu pedhe laana apne haatho se khilaana

teri sab raate ho divaali re dulhaniya

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

dulhe raajaa rakhana jatan se dulhan ko

kabhi na dukhaana tu goriya ke man ko

dulhe raajaa rakhana jatan se dulhan ko

kabhi na dukhaana tu goriya ke man ko

nazuk hai nazo ki hai paali re dulhaniya

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

laali laali doliya me laali re dulhaniya

piya ki piyari bholi bhaali re dulhaniya

Explore this song