Roman script

holi hai 

lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

are lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

joban se chhalke dekho gulal abke re saal 

holi me, holi me

badle hue hai sabke khayal re abke saal holi me

aashiko ka ho gaya hai bura hal holi me

are re lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

badle hue hai sabke khyal re abke saal holi me

tohri jawani hai ras ki gagriya 

ras ki gagriya, ras ki gagriya

lachka na aise tu patli kamriya

patli kamriya patli kamriya

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

hat julmi kyu dalta hai gore badan pe maili najriya 

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

hat julmi kyu dalta hai gore badan pe mere tu najriya

hat julmi kyu dalta hai kyu dalta hai, kyu dalta hai

gore badan pe maili najriya, maili najriya,  maili najriya

are apne diwane ko aise na tal re abke saal 

holi me holi me

lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

badle hue hai sabke khyal re abke saal holi me

masti bhara hai holi ka mosam

kehti hai meri payal ki chhan chhan

chanan chnanan chanan chanan

chal dono chalte hai  nadiya kinare

chhedenge milke chahat ki sargum

aise tu mujhpe dore na dal re abke saal 

holi me, holi me

are lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

joban se chalke dekho gulal re abke sal 

holi me, holi me

badle hue hai sabke khayal re abke sal holi me

badle hue hai sabke khayal re abke sal holi me

aashiko ka ho gaya hai bura hal holi me

lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

dekho lal lal ho gaye hai gori ke gal holi me

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

chhaiya ba chhaiya, chhaiya ba chhaiya

Explore this song