Roman script

lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta

aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta

mehfil mehfil ja dekha, har dil me sama kar dekha

har saaz pe gaa kar dekha

dil ko kahin chain na mila

are dil ko kahin chain na mila

main to duniya me pyare akela hi raha

lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta

aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta

is dil ko kahan le jaye, kuch aap agar farmaye

to aap ke hum ho jaye

kah do hume hanske jara

are kah do hume hanske jara

aji jo kuch bhi dil ne tumhare hain kaha

lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta

aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta

lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta

aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta

Explore this song