Roman script

laagay laagay jub se yeh naina tujh se laagay

jaaagey jaagey na soye  saari rena jaagey 

kaanto si karwatein hain jalta jia 

raatun ko raastey main dooba jia 

apna kaha jo mujhey yeh kia kiyaaa

loota mujhey mujhey loot lia 

laagay laagay jub se yeh naina tujh se laagay

jaaagey jaagey na soye  saari rena jaagey

mujh se yeh kehna phir se yeh kehna 

tere siwa koi duja nahi hai 

aankho main saji re teri gali rey

or zindagi main koi dooja nahi hai

pyaasey hain naina aaye nahi chena 

tere bina ab to jeena nahi re

laaagey laagay jab se yeh naina tujh se laagey 

jaage jaage na suye saari rena jaagey 

kasem bhula day mujh ko suna day

jeevan ko chahatoon ki rim jhim dikha day

sangi labun se mujhey sayyan bula kay 

aisey hi dheere dheere doori mita dey 

kahey staaye kia main karun haaye

man mera maaney naa tujh ko chahey re

laagay laagay jub se yeh naina tujh se laagay

jaaagey jaagey na soye  saari rena jaagey 

kaanto si karwatein hain jalta jia 

raatun ko raastey main dooba jia 

apna kaha jo mujhey yeh kia kiyaaa

loota mujhey mujhey loot lia

Explore this song