Roman script

humko pukaara karejwaa dabai ke 

humko pukaara

humko pukaara karejwaa dabai ke 

gori ne dekha jo ghunghata uthai ke 

phir kyaa huyi gat hamari na puchho

laga nazariya ka dhakka

to hum kalkatta pahuch gaye

laga nazariya ka dhakka

balam kalkatta pahuch gaye

humko pukaara karejwaa dabai ke 

gori ne dekha jo ghunghata uthai ke 

phir kyaa huyi gat hamari na puchho

laga nazariya ka dhakka

balam kalkatta pahuch gaye

laga nazariya ka dhakka

to hum kalkatta pahuch gaye

ye mere pichhe chale aaye kaise

itana to koi jara inse puchhe

kyaa dabdaba hain inki gali mein

koi na nikale bina inse puchhe

suraj na nikale bina inse puchhe

phir bhi naam badal ke

i majnu ke chacha pahuch gaye

laga nazariya ka dhakka

to hum kalkatta pahuch gaye

ab to chalege hum bhi wahan tak

sawali gori chalogi jahan tak

aisa kathori ungali thama do

phir to na puchho ye pahunche kahan tak

phir to na puchho ye pahunche kahan tak

koi pahunche na pahunche

ji ham albatta pahunch gaye 

laga nazariya ka dhakka

balam kalkatta pahuch gaye

humko pukaara karejwaa dabai ke 

gori ne dekha jo ghunghata uthai ke 

phir kyaa huyi gat hamari na puchho

laga nazariya ka dhakka

balam kalkatta pahuch gaye

laga nazariya ka dhakka

to hum kalkatta pahuch gaye

Explore this song