Roman script

la kagaz kalam mai likh du sanam

le ke rab ki kasam tere naam ye zindagi

la kagaz kalam mai likh du sanam

le ke rab ki kasam tere naam ye zindagi

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

la kagaz kalam mai likh du sanam 

le ke rab ki kasam tere naam ye zindagi

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

aankho me basi hai meri chandani

tere vaste hi sathi mai bani

aankho me basi hai meri chandani

tere vaste hi sathi mai bani

yade teri jati nahi, ninde mujhe aati nahi

ek dusare se hamesha karege wafa

la kagaz kalam mai likh du sanam 

le ke rab ki kasam tere naam ye zindagi

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

meri zindagi hai dilbar yaar ki

todenge kabhi na rasme pyar ki

meri zindagi hai dilbar yaar ki

todenge kabhi na rasme pyar ki

tere liye hai meri jaa, de du tujhe dono jaha

raah-e-mohabbat me hoge kabhi na juda

la kagaz kalam mai likh du sanam 

le ke rab ki kasam tere naam ye zindagi

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

dil mera tera nishana bana

kya hansi java fasana bana

Explore this song