Roman script

kyun phulon ke khile khile rang ud gaye
kyun phulon ke khile khile rang ud gaye
kyun in dino khud se rehti hoon 
main khafa khafa, khafa khafa
jaane kaise mulaakaton mein
yun hi aisi waisi baaton mein
kare chhote mote waade the 
kisi chhote se bahaane se
paake tujhe kho diya
meri hi hai khata meri hi hai saja
phir bhi dil kahe ye kyu hua
kyun in dino khud se rehati hoon 
main khafa khafa, khafa khafa
kyun phulon ke ude ude rang khil gaye
dhua dhua si kahaani hai
kabhi aankhon mein bhi paani hai
gaalon se ye jo gujarati hai
tere gham ki nishaani hai
mit si gayi hai dua
meri hi hai khata meri hi hai saja
phir bhi dil kahe ye kyu hua
kyun in dino khud se rehati hoon 
main khafa khafa, khafa khafa
kyun phulon ke khile khile rang ud gaye
kyun phulon ke ude ude rang khil gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shreya Ghoshal, Shaan

actor: Akshay Kumar, Kareena Kapoor