Roman script

kyun maang yeh khaali hai bas tere liye

kyun suni kalaayi hai bas tere liye

na aankhon mein kaajal na pairon mein paayal

na pairon mein paayal na aankhon mein kaajal

haalat kya bana li hai bas tere liye

kyun maang yeh khaali hai bas tere liye

uski raahon mein duniya ne kaante bichhaye  hai

jisne bhi pyaarwaale sapne sajaaye hai

jaise suraj chaand gagan me ugte dhalte aaye hai

waise hi pyaar karane waale milte aaye hai

sach bolo na sach bol diya

yun dolo na mann dol gaya

kyun ungli khaali hai bas tere liye

na mundri daali hai bas tere liye

na aankhon mein kaajal na pairon mein paayal

na pairon mein paayal na aankhon mein kaajal

haalat kya bana li hai bas tere liye

kyun maang yeh khaali hai bas tere liye

na karna aisa waada na khaana aisi kasamein

jinko nibhana ho mushkil jo ho na hamare bas me

ha ji ha maalum hai yeh hai maalum duniya ki rasme

tute dilo ke na bandhan tute na chaahat ki kasme

sach bolo na sach bol diya

yun dolo na mann dol gaya

har ada niraali hai bas tere liye

har cheej sambhaali hai bas tere liye

na aankhon mein kaajal na pairon mein paayal

na pairon mein paayal na aankhon mein kaajal

haalat kya bana li hai bas tere liye

kyun maang yeh khaali hai bas tere liye

la la la la la bas mere liye

Explore this song