Roman script
rehte hai ham khoye khoye gumsum rehte hai ham khoye khoye gumsum kyun ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum aankhon mein tum, aankhon mein tum sine mein dil dhak dhak dhum dhum sine mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum aankhon mein tum, aankhon mein tum pehle yeh nind gayi, phir yeh qarar na jane kya jayega ab ki bar mukh pe saja liya maine bhi kya bas ho gaye mere solah singar kajra na gajra, na kumkum kyun ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum sine mein dil, dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum khamosh hai ham dono magar, karne lagi batein yeh nazar tumne kuch aise dekha idhar, phir kya huwa nahi mujhko khabar bas hosh mere ho gaye gum kyun ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum sine mein dil, dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum rehte hai ham khoye khoye gumsum kyun ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum aankhon mein tum ho, aankhon mein tum aankhon mein tum ho, aankhon mein tum aankhon mein tum ho, aankhon mein tum aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Ankhon Mein Tum Ho (1997)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Sharad Kapoor
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Suman Ranganathan
- Actor: Rohit Roy
- Actor: Rakhee
- Actor: Ram Mohan
Song video
singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
actor: Sharad Kapoor, Suman Rangnathan