Roman script

kyun dekhu parchhaiyan

kyun badhe ab ye tanhaiyan

aadha sa hoon, umeed mein

aadha sa mein, umeed mein

kanpi jamee panv ki

dil mein matti gaov ki

suni gali mein behka

hai ye dil kaisa

kaisa hai raasta

bheegi hui palko pe

beete huyein lamhon ka

paani chadha naa rakh fasala

hain tanha, tanha hai raasta

kyun dekhu parchhaiyan

kyun badhe ab ye tanhaiyan

aadha sa hoon, umeed mein

aadha sa mein, umeed mein

ye dard do pal ka hai

aankhon se jo chhalka hai

rehna yahi barsaat mein hamesh

aana hai dhoop le

ye megh to halka hai

mujhko pata kal ka hai

hansta hua aayega wo kahin se

ik roj samane hmm

kyun dekhu parchhaiyan

kyun badhe ab ye tanhaiyan

aadha sa hoon, umeed mein

aadha sa mein, umeed mein.

Explore this song