Roman script

kyun bhala aap dil jalate hain

kyun bhala aap dil jalate hain

iss kadar kyun hume satate hain

aap se dil ko hum lagate hain

aap se dil ko hum lagate hain

humse kyun aap ruth jaate hain

kyun bhala aap dil jalate hain

aap se dil ko hum lagate hain

aap to jaan hain mehboob mere

aap to jaan hain mehboob mere

aap ko zindagi banate hain

aap ko zindagi banate hain

iss kadar kyun hume satate hain

kyun bhala aap dil jalate hain

pyaar anjaam se nahi darta

pyaar anjaam se nahi darta

log phir kyun hume darate hain

log phir kyun hume darate hain

humse kyun aap ruth jaate hain

aap se dil ko hum lagate hain

jab bhi aati hain aap paas mere

jab bhi aate hain aap paas mere

ye jahan waale kyun rulate hain

ye jahan waale kyun rulate hain

iss kadar kyun hume satate hain

humse kyun aap ruth jaate hain

kyun bhala aap dil jalate hain

aap se dil ko hum lagate hain

Explore this song