Roman script

kyu soch me hai diwane tu

kyu bat meri na mane tu

duniya ki parwah chhod ke

aa bas mera ban ja

aaja aaja aaja aaja

mausam bhi hai mauka bhi hai

masti bhari hai hawaye

duniya ke gham thukrake hum

aa pyar ke geet gaye

masuam bhi hai mauka bhi hai

masti bhari hai hawaye

duniya ke gham thukrake hum

aa pyar ke geet gaye

kyu soch me hai diwane tu

kyu bat meri na mane tu

duniya ki parwah chhod ke

aa bas mera ban ja

aaja aaja aaja aaja

nakam hu badnam hu

dil me hu sau gham chupaye

jab aag ho sine me to

kaise koi chain paye

nakam hu badnam hu

dil me hu sau gham chupaye

jab aag ho sine me to

kaise koi chain paye

meri mohabbat me kya payegi

jalta hu mai tu bhi jal jayegi

mere gamo ki aag se tu apna daman bacha

aaja aaja aaja aaja

mere sanam jo bhi hai gham

ek bar to kahde mujhse

hai tanha kyu mai paas hu

mai kya parai hu tujhse

mere sanam jo bhi hai gham

ek bar to kahde mujhse

hai tanha kyu mai paas hu

mai kya parai hu tujhse

ho meri mohabbat me kya payegi

jalta hu mai tu bhi jal jayegi

mere gamo ki aag se tu apna daman bacha

aaja aaja aaja aaja

kyu soch me hai diwane tu

kyu bat meri na mane tu

duniya ki parwah chhod ke

aa bas mera ban ja

Explore this song