Roman script

kyu phulo ke khile khile rang ud gaye
kyu phulo ke khile khile rang ud gaye
kyu in dino khud se rahti hu main 
khafa khafa, khafa khafa
jane kaisi mulakaato me 
yun hi aisi waisi baato me
kare chhote mote wade the
kisi chhote se bahane se pake tujhe kho diya
meri hi hai khata meri hi hai saza
phir bhi dil kahe ye kyu hua
kyu in dino khud se rahti hun main 
khafa khafa, khafa khafa
dhua dhua si kahani hai
tabhi aankho me bhi pani hai
gaalo se jo ye gujarti hai 
tere gam ki nishnai hai
mit si gayi har dua
meri hi hai khata meri hi hai saza
phir bhi dil kahe ye kyu hua
kyu in dino khud se rahti hu main 
khafa khafa, khafa khafa
kyu phulo ke khile khile rang ud gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube