Roman script

kyu na hum milke pyar kare

baaho ko gale ka haar kare

ho yaar mila ha ha yaar mila

pyar mila ha ha pyar mila

chain mila armano ko aaj

chahat ke diwano ko aaj

pyar ke do parwano ko aaj

aa aa aa karar mila, jane bahar mila

ho yaar mila ha ha yaar mila

chain mila armano ko aaj

chahat ke diwano ko aaj

pyar ke do parwano ko aaj

aa aa aa karar mila, jane bahar mila

ho yaar mila ha ha yaar mila

dekho na saji hai kaise pyar ke naam

mehfil yaaro ki yaar ke naam

ho dekho na saji hai kaise pyar ke naam

mehfil yaaro ki yaar ke naam

ab to kah raha mera dil

lag ja gale se mere gulfam

chain mila armano ko aaj

chahat ke diwano ko aaj

pyar ke do parwano ko aaj

aa aa aa karar mila, jane bahar mila

ho yaar mila ha ha yaar mila

chhalke milan ke hai jaam yaha

nahi hai sambhalne ka kaam yaha

ho chhalke milan ke hai jaam yaha

nahi hai sambhalne ka kaam yaha

itne intzaar ke baad

aaya hai aisa baharo ka sama

chain mila armano ko aaj

chahat ke diwano ko aaj

pyar ke do parwano ko aaj

aa aa aa karar mila, jane bahar mila

ho yaar mila ha ha yaar mila

ho yaar mila ha ha yaar mila

Explore this song